Thursday, July 14, 2011

Wiladate Bibi Sakina (s.a) Mubarak!

Is baat se mehsus karo kya h Sakina
Abbas ki aankho k qasida h Sakina
Ayinaye Zehrase jo dekha tera bachpan
Har aks pukara ke tu Zehra h Sakina

No comments: